13 years ago
1 larki se mai pyaar karta hun par wo kisi aur se pyaar karti hai aur wo larka use use kar raha hai to mujhe kya karna chahiye.wo us larke k baare me kuch bhi ulta nhi sun sakti .
-
13 years ago
hi..... I neha frm delhi
Agar tme pakka yakin h tum sai ho to tum us ladki ko sach bta do aur bolna m tmhara bura kyu chaunga tum jiske sath b raho kush raho fir i luv u bolke age jo tmhari mrji blke a jana....